Wednesday, August 22, 2012

VIPACHH KI WANI...

Baba ka Anna ka, sabaka kehana hai
Lakho Karodo mein tera ghotala hai
Sari, umar, tujhe yehi karna hai
Baba ka Anna ka, sabaka kehana hai
Lakho Karodo mein tera ghotala hai
Laaaaaa lala la...... laaaaaa lala la..
Ye na jaana duniya ne, tu hain kyo Udaas ,
Terii pyari mummy ne ghotale kiye hai pyaas,
ja mummy ke paas ja, kar jo karna hai,
Lakho Karodo mein tera ghotala hai
Sari, umar, tujhe yehi karna hai...
Baba ka Anna ka, sabaka kehana hai...
Jab se terii sarkar bangayi hain majboor
Tab se sare longo ke sapane hain choor
AaNkhon mein neend naa, man mein chaina hai,
Lakho Karodo mein tera ghotala hai
Sari, umar, tujhe yehi karna hai....
Baba ka Anna ka, sabaka kehana hai..
Dekho hum tum dono hain ek Thalii ke Choor
Main na boolaa tune kaise mujhako kaha choor
ja mummy ke paas ja, kar jo karna hai,
Lakho Karodo mein tera ghotala hai
Sari, umar, tujhe yehi karna hai....
Baba ka Anna ka, sabaka kehana hai..
Anna ke Dhamkiyo se, yuuN Darate nahiin hain
Aise bachake sach se ghotale karte hain
Sukh kii hai chaah to, humko hissa Denaa hai,
Lakho Karodo mein tera ghotala hai
Sari, umar, tujhe yehi karna hai....
Baba ka Anna ka, sabaka kehana hai..

No comments:

Post a Comment